AAJA NA FERRARI MEIN LYRICS Armaan Malik, Amaal Mallik

AAJA NA FERRARI MEIN LYRICS  Armaan Malik, Amaal Mallik : is the new song sung by Armaan Malik and lyrics are penned by Kumaar and music is composed by Amaal Mallik

Song : Aaja Na Ferrari Mein
Singer : Armaan Malik
Music : Amaal Mallik
Lyrics : Kumaar

AAJA NA FERRARI MEIN LYRICS  Armaan Malik, Amaal Mallik


Ik tu hi ignore kardi
Baki kudiyan mujhpe mardi
Main ta gabru jawan sohniye
Aakh mere sang kyun ni ladh di (x2)

Aaja na Ferrari mein ik vaar
Main toh hun taiyari mein mere yaar
Hoga jab sunset tab main
Tujhse karunga pyar sau baar (x2)

Chadh de nakhre tu mann ja
Meri baby tu ban ja (x2)



Meri feeling hurt na kar
I swear tere bin main mar jaun
No no kar ke tu hadh karti
Pyar karne mein kya hai galti

Main ta gabru jawan sohniye
Aakh mere sang kyun ni ladh di

Aaja na Ferrari mein ik vaar
Main toh hun taiyari mein mere yaar
Hoga jab sunset tab main
Tujhse karunga pyar sau baar

Aaja na Ferrari mein
Aaja na Ferrari mein..

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top